Ads Header

Pages

Jab Tak Hain Jaan Translation

I kept living from you,
I kept dying on you,
as long as there is life..

To you, in two words,

To you, I have to say,
You are the one I always loved,
You're the one I love..
I have to say, I have to live like this,
as long as I live..

In prayer to your eyes,

I have to live hidden, (lit: under curtains)
long as I live, long as I live..
in the softness of your arms,
in the heat of your breaths,
long as I live, long as I live..

we'll wake for nights, all nights,

in your useless talks,
in free, untouched evenings,
someone will whisper into my ears,
long as I live, long as I live..
long as I live, long as I live..
Read more

Heer of Translation

Don't call me Heer, o friends, I've become Sahibaan
I hope he comes on a horse and take me away,
I wish some Mirza comes for me and takes me away

I am like him, he is like me only..

He smiles like it's morning,
and if he closes eyes, it's like cold dark..

walk with me (close to me) only, don't keep any distance in between,

mark a boundary, and keep the heart in between.
I have to walk under your shade only..
Read more

Jab Tak Hai Jaan

Tumse hi jeete rahe
tumpe hi marte rahe,
jab tak hai jaan..
tumse do lafzon mein,
tumse ye kehna tha..
tumse hi mohabbat thi,
tumse hi mohabbat hai,
tumse kehna hai, yoon rehna hai,
jab tak hai jaan..

teri aankhon ke sajde mein
rehna palkon ke parde mein
jab tak hai jab tak hai jaan
teri baahon ki narmi mein,
saanson ki garmi mein,
jab tak hai jab tak hai jaan

tumse do lafzon mein,
tumse ye kehna tha..
tumse hi mohabbat thi,
tumse hi mohabbat hai,
tumse kehna hai, yoon rehna hai,
jab tak hai jaan..

raatein jaagenge raaton mein,
teri bemaani baaton mein,
kori kori shaamon mein,
gungunaaye kaano mein,
jab tak hai jab tak hai jaan  

Movie: Jab Tak Hai Jaan
Music: A R Rahman
Lyrics: Gulzar
Singer: Javed Ali, Shakthisree Gopalan
Read more

Challa ki labh da phire - Jab Tak Hai Jaan

Challa ki labh da phire
Challa ki labh da phire
Yaaron main ghar kehda
Lokan ton puchda phire
Challa hansda phire
Challa rounda phire
Challa gali gali rulda phire
Challe tu sab da
Challe tera koi nahi
Challa gali gali rul da phire
Challa ki labh da phire
Challa ki labh da phire
Yaaron main ghar kehda
Lokan ton puchda phire
Challa ki labh da phire
Rang satrangi de bulbula di boli
Dhoop de pairi chale, chhavan ni lai doli
Rang satrangi rangi de, bulbula di di boli
Dhoop de pairi chale, chhavan ni lai lai doli
Hun kaale kaale badalan ‘ch chand labh da
Goongiyan hawa va diyaan waaja sun da
Yaaro aas-paas wasda ai yaar mera
Dikhda ni ohdiyaan khusbuaan sunghda
O Challa ki labh da phire..
Challa ki labh da phire
Yaaron main ghar kehda
Lokan ton puchda phire
Challa ki labh da phire
Naa visaal hoya kadi na judai hoi (visaal: meeting)
Ishq de qaidi ki naa rihaai hoi
Lokon sufne ‘ch milne da wada usda (sufne: dream)
Saari saari raat na akh lagdi
Mere saa vi thode thode ghat aaunde
Meri nabz vi thodi ghat wajdi (nabz: pulse)
Challa ki labh da phire
Challa ki labh da phire
Yaaron main ghar kehda
Lokan ton puchda phire
Challa hansda phire
Challa rounda phire
Challa gali gali rulda phire
Challe tu sab da
Challe tera koi nahi
Challa gali gali rul da phire
Challa Challa ki labh da phire
Challa ki labh da phire
Challa ki labh da phire

Read more

Heer Heer na khodiyo - Jab Tak Hai Jaan

Ho ho o...

Heer Heer na khodiyo
Main te saheba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye
Ho mainu le jaaye Mirza koi
Ho mainu le jaaye Mirza koi

Heer Heer naa khodiyo
Main te saheba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye

Ohde je hi main te oh mere varga
Hans da ai hasr savere varga
Ankha bandh kar laa te thande hanere varga

Ohde je hi main te oh Mirza mere varga
Ohde je hi main te oh Mirza mere varga

Ho Heer Heer na khodiyo
Main te saheba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye
Ho mainu le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi...

Naal naal tur na te vith rakhna
Hadh rakh lena vich dil rakhna
Chhanve chhanve paave assi teri parchhave tur naa

Ohde je hi main te oh mere varga
Ohde je hi main te oh mere varga

Ho Heer Heer na khodiyo
Main te saheba hoi
Ghodi leke aave le jaaye haaye
Le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi...

Heer Heer na khodiyo
Main te saheba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye
Oh ho...


Watch Video
Read more

Translation Of Jab Tak Hain Jaan (poem)

Saline mischief in your eyes,

Small insolence's ,

Laughing in your smile,

Waves of dusk unfurled in your hair,

I will not forget you,

Not until I cease to breathe,

Not until I cease to live


You took your hand away,

You turned your shadow face pale,

You never glanced this way

You, I will not forgive

Not until I cease to breathe

Not until I cease to live

 

 

Read more

Jab Tak Hai Jaan (poem)

Teri aankhon ki namkeen mastiyan
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
Nahi bhoolunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Tera haath se haath chhodna
Tera saayon se rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Baarishon mein bedhadak tere naachne se
Baat baat pe bewajah tere roothne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan..

Tere jhoothe kasme vaadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri be-raham duaaon se
Nafrat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


Download Now

Watch Video 


Read more

ZABAK - Teri Duniya Se Dur Chale Hoke Majabur

Teri Duniya Se Dur, Chale Hoke Majabur
Hamen Yaad Rakhana
Jaao Kahin Bhi Sanam, Tumhen Itani Qasam
Hamen Yaad Rakhana
Aaengi Bahaaren To Tere
Hi Fasaane Sunaaegi Hamen
Hogi Tanhaai To, Aake Teri
Yaaden Rulaaengi Hamen
Rulaaengi Hamen
Tadapaaengi Hamen
Kabhi Dekhi Thi Bahaar
Kabhi Ham Se Tha Pyaar
Hamen Yaad Rakhana
Jaao Kahin Bhi Sanam
Tumhen Itani Qasam
Hamen Yaad Rakhana...
Leja Jaanevaale Duaaen
Mere Dil Ki Kisi Se Kya Gila
Teri Hi Khata Hai, Na Meri
Hi Khata Hai, Jo Hona Tha Hua
Jo Hona Tha Hua, Hai Kisi Se Kya Gila
Dekho Roe Mera Pyaar
Kahe Dil Ki Pukaar, Hamen Yaad Rakhana,
Teri Duniya Se Dur
Chale Hoke Majabur, Hamen Yaad Rakhana
Jaao Kahin Bhi Sanam
Tumhen Itani Qasam, Hamen Yaad Rakhana


Download MP3
Read more

Mashallah – Ek Tha Tiger

Mashallah mashallah
Woh oh ho..
Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Ho..hey..
Ho..hey hey hey

Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Rang tere ishq ka
Ghehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Hey hey hey hey
Hey hey hey hey..
Ho..hey..
Ho..hey hey hey

Yo habibi mashallah antashakala ajimullah
Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho

Jalta hai jal jaaye
Jalta hai jal jaaye
Pighal jaaye zamaana
Main tujhse tu mujhse
Bus itna fasaana
Teri yariyaan dildaariyan samjhaaniyan
Mili mila mujhe milana

Mashallah mashallah
Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan
Mashallah mashallah

Arey sholon mein sharara hai
Taaron mein sitara
Kudrat ne fursat se
Banaya mera yaara
Teri chahatein meri raahatein
Hai ibaadatein
Tu mila mili mujhe khudaayi

Mashallah mashallah
Woh oh ho..
Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Yo habibi mashallah antashakala ajimullah
Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho

Ho..hey..
Ho..hey hey hey

Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko ko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Yo habibi mashallah antashakala ajimullah
Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho

Ho.. hey..
Ho.. hey hey hey


Read more

Khabi Kuch Khoya - Zindegi EK Juaa

Aaj humne sabak o pardala jisko duniya kitab kehti hai 
or esa kaam kardala jisko duniya hisaab kehti hai.
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya , 
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya .
jaab paaliya kush hogaye , jaab khodiya dil rudiya.
isi khone pane ka naam zindegi hai .
bina khoye paye naakaam zindegi hai.
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya , 
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya .
jaab paaliya kush hogaye , jaab khodiya dil rudiya.
isi khone pane ka naam zindegi hai .
bina khoye paye naakaam zindegi hai.
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya ....

zamanene jo kuchbhi hamko diya , 
sarakhopay hamne use rakhliya .
khabi yea na sucha bura ke vala , 
sada kush rahe sab yeahi hai dua .
ohi humne kata , jo humne tha buiya ....
jaab paaliya kush hogaye , 
jaab khodiya dil rudiya.
isi khone pane ka naam zindegi hai .
bina khoye paye naakaam zindegi hai.
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya ....

Mera humsafar bhi kahi khogaya , 
batawo vala hum kore bhi to keya .
koi humse aake jara sikhley , 
hai mor morke jine main kesa maja .
ohi humne kata , jo humne tha buiya ....
jaab paaliya kush hogaye , jaab khodiya dil rudiya.
isi khone pane ka naam zindegi hai .
bina khoye paye naakaam zindegi hai.
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya ....

hume zindegi ki najar laggaye , 
na jine ki aab koi hasrat rahie .
hum apne laahuse likhenge kabhi , 
ohi daastaa likhsaka na koie .
ohi humne kata , jo humne tha buiya ....
jaab paaliya kush hogaye , jaab khodiya dil rudiya.
isi khone pane ka naam zindegi hai .
bina khoye paye naakaam zindegi hai.
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya ....
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya ....
khabi kuch khoya , kabhi kuch paya ....


Read more

Chikni Chameli - Agneepath

 Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare
Haaye!

Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare
Note hazaaro'n ke, khulla chhutta karaane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aayi
Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa (quarter) chadha ke aayi (x4 times)

Jungle mein aaj mangal karungi main

Bhookhe sheron se khelungi main
Makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main
Haaye! gehre paani ki machhli hoon Raja
Ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazro ki leharo'n se haar ke aaj doobi hoon main
Hoye jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi toot le zaraa
Yeh toh trailer hai poori fillam dikhane aayi

Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aayi
Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi (x4 times)

Banjar basti mein aayi hai masti

Aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chadhke chhoote na hai rang gehra tera
Joban ye mera kenchi hai raja
Saare pardo ko kaatungi main
Shaame meri akeli hai aaja sang tere baatungi main
Haaye! baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Choom ke zakhmo pe thoda malham lagaane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aa.yi
Aayi Chikni..chikni...aayi..aayi
Aayi Chikni..chikni...aayi..aayi
Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi....

 
Song Name : Chikni Chameli
Music Director: Ajay Gogavale, Atul Gogavale
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Singer(s): Shreya Ghosal, Roop Kumar Rathod, Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh, Anand Raj Anand, Krishna Beura, Sonu Nigam, Ajay Gogavale

Say Thanks If You Likes It
Read more